Allama Iqbal Poetry in Urdu
Sajdon ke aiwz firdous miley yeh baat mujhe manzoor nahibe los ibadat karta hon bandah hon tera mazdoor nahi~ Allama Iqbal Poetry ~
Girtay hain sajdon mein humapni hasratoon ki khatir Iqbalagar girtay sirf ishhq khuda meinto koi hasrat adhuri nah rehti~ Allama Iqbal Poetry ~
Yeh kafan, yeh qabar, yeh janazayrasam shariat hai Iqbal . . .mar to insaan tab hi jata haijab yaad karne wala koi nah ho~ Allama Iqbal Poetry ~
Bistar se uth kar masjid tak ja nah sakay Iqbalkhwahish rakhtay hain, qabar se uth karjannat jane ki~ Allama Iqbal Poetry ~
Baat sajdon ki nahi khulos niyat ki hoti haiaksar log khaali hath lout atay hain har namaz ke baad~ Allama Iqbal Poetry ~
Zamane ki halat ka alam to dekh Iqbalqeemti chadrein be jaan qabron pay aurzindah aztin be hijaab phirty hain~ Allama Iqbal Poetry ~
Teri rehmaton pay hai munhasir, mere har amal ki qabuliatnah mujhe sliqah e iltija, nah mujhe shaoor namaz hai~ Allama Iqbal Poetry ~
Baat sajdon ki nahi khuloos dil ki hoti hai Iqbalhar maikhanay mein sharaabii aurhar masjid mein namazi nahi hota~ Allama Iqbal Poetry ~
Kyun mannatain mangta hai ouron ke darbaar se Iqbalwoh kon sa kaam hai jo hota nahitairay parwrdigar se~ Allama Iqbal Poetry ~
Kisi ki nazar mein achay thaykisi ki nazar mein Bar y thayhaqeeqat mein jo jaisa thahum is ki nazar mein waisay thay~ Allama Iqbal Poetry ~
Woh patharon se mangte hain apni mradin, Iqbalhum un ke ummati hain, jin ko dekh kar pathar bhi kalma parhte hain~ Allama Iqbal Poetry ~
koi ibadat ki chahat mein royakoi ibadat ki raah mein royakoi yaar ki be wafai pay royakoi yaar ko mana ke royaajeeb hai yeh namaz mohabbat ka silsila Iqbalkoi qaza kar ke roya koi ada kar ke roya~ Allama Iqbal Poetry ~
Apne kirdaar pay daal ke parda Iqbalhar shakhs keh raha hai zamana kharab hai.~ Allama Iqbal Poetry ~
must read Tahajjud quotes in urdu
ReplyDeletePost a Comment