Quotes of Hazrat Ali Sayings
Zindagi mein chahay kitni bhi khusihyan ho hamaray paaslekin hum tab tak khush nahi ho satke,jab tak hamaray sath woh nahi,jis ke sath hum khush hona chahtay hai.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
100 doston se woh ik dushmanacha hai jo dil mein nafrat torakhta hai lekin munafqat nahi.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
--------------------
Ibadat aisi karo jis se rooh ko maza aekyun ke jo ibadat duniya main maza na day ,woh akhirat mein kya jaza day gi.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
Maffi maangna ?yeh zahir nahi karta ke aap ghalat avrdosra sahih hai .balkay yeh zahir karta hai ke aap ke rishte ki ahmiyataap ki anaa se barh kar hai.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
Jab mein dastarkhawan par do rang kekhanay daikhta hon to laraz jata hon !ke aaj pِhr kisi ka haq mara gaya hai.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
Apne din ka aaghaz sadqa dainay se karo ,is din tumhari koi dua radd ni hoo giaur achi baat batana bhi sadqa hai.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
--------------------
Achay waqt se ziyada acha dostAziz rakho kyun ke acha dostburay waqt ko bhi acha bana deta hai.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
Agar rizaq aqal Danish se miltato janwar aur bewaqoof zindah hi na rehtay.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
Jab insaan ki aqal mukammal ho jati haito is ki guftagu mukhtasir ho jati hai.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
--------------------
--------------------
Mohtaji aur ghurbat chay cheezon se aati hai .1 : jaldi jaldi namaz parhnay se2 : kharray ho kar pani peenay se3 : mun se chairag bujhanay se4 : aasteen ya daman se mun saaf karne se5 : danoton se naakhun tornay se6 : Fajar ki namaz ke baad foran sonay se.Hazrat Ali (R.A) Øضرت علیؓ
----------------------
Sunehray Alfaaz ll Quotes ll Quotes of Hazrat Ali ll Quotes About Life ll Quotes About Love
Inspirational Quotes ll Motivational Quotes ll Best Quotes ll Quotation ll Friendship Quotes
Quran ll Islam ll Sunehray Alfaaz.
Post a Comment