Top 40 Hazrat Ali (R.A) Quotes in Urdu
Masaib ka muqabla saber se aur nematon ki hifazat shukar se karo.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Ziyada mazaaq karne se admi ki izat chali jati haiaur logon se dushmani peda ho jati hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi dosray logon ke aib ki talash mein rehta haiAllah taala uskay aib zahir kar deta hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Sab se pehli ibadat yeh hai ke insaan musibat mein sabr kar keAllah taala ki taraf se madad ka muntazir rahay.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Qareebi rishta daron ki adawat bichho ke dsne se ziyada dard pohanchati hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo aadmi sabr akhtya krta hai woh kamyabi pata haijo jald baazi karta hai woh thokar khata hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi logon ke halaat dekh kar Ibrat Pazeer nahi hota Allah taalais ke halaat se aur logon ko Ibrat dilaata hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi ghaflat mein rehta hai woh jahalat mein para rehta haiaur jo jahalat mein para rehta hai woh becar rehta hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Apne aiybon par nazar rakh aur apne bhai ke aib chhupataakay to be parda nah ho jaye.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Nasehat dosray ke haal par ghor karne se hasil hoti hai~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Kaam karne se pehlay soch liya kar takay tumahray kaam mein koi admi aib nah nikalay.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Aqal mand woh hai jo apni zabaan ko ghebat se bachayeaur momin woh jis ka dil shak se pak ho.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi Allah tala ki bargaah mein izat pa laita hai usay koighalib se ghalib bhi zaleelu ruswa nahi kar sakta .~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Admi ki izat maal se, buzurgi deen se aur murawat husn Khalq se hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo aadmi apni qader ap nahi janta to koi dosra admi bhi uski qader nahi pehchanta.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo qanat aur sabr ikhtiyar karta hai woh ghani hota hai~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jab tumahray dil mein kisi ke liye nafrat peda honay lageyto foran is ki achaiyon ko yaad karne lagu.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi apni saltanat aur hukomat mein zulm karta hailog uss ke halaak honay ki duayen karte hain.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Duniya daron ki sohbat se parhaiz kar, kyun kay agar tangdast ho ga to tujhe haqeer samjhain ge aur agar ziyada maal daar ho ga to tujh se hasad karen ge.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Sula rehmi karne se bohat si naematain millti hain aur qata rehmi seterhan terhan ki takaleef aur azaab atay hain.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi apna raaz mehfooz nahi rakh pata woh dosrn ka koi raazkis terhan mehfooz rakh sakta hai~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Yaad ellahi se dil mein noor peda hota haiaur is ki rehmat nazil hoti hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi Allah tala ke samnay apni ajzi zahir karta hai to duniya daron ki onche gardanein is ke samnay zaleel aur pust ho jati hain.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Gala ghatney se pehlay saans le lo aur mout ke hanknay ki takleef se pehlay Allah talla ke hukum maan-ne walay ho jayo.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jab acha kaam dekho to is ki pairwi karo aur jabbura kaam dekho to is se daur ho jayo.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi Allah talla ko yaad karta hai Allah talla is ki aqal meinroshni aur noor peda kar deta hai~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Ek saat ki zillat tamam Umar ki izat ko barbad kar deti hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Allah tala ki farmabardari sab afton se bachney ki dhaal hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Duniya se itna tosha aur samaan tayyar kar lo kekal qayamat ke din apni jaan ko bacha sako.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo admi haram kamon se bchta hai woh jannat ko pa laita hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Mout ke anay se pehlay amaal Saleha kamanay mein jaldi kro.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jo gunaho se bacha rehta hai is ka boojh halka rehta hai aurAllah taala ki bargaah main uski qader barh jati hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
ilm ko bayan karne walay to bohat hain magar is par amalkarne walay thoray.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Apne amal ke wazan ko khairat se bhaari kro~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Neki karne wala neki se acha aur buraie karne walaburaie se bura hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Sacha dost woh hai jo ghayebana tor par teri kher khawahi kere.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Sachai imaan ka nihayat mazbot suton hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Agar tera ghulam Allah talla ki nafarmani kere to usay saza dayaur agar tera hukum nah manay to is se dar-guzar kar.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Aay momin, jab tak to nuqsaan se taraqi nah krea tab tak kamal ko kabhi hasil nahi kar sakta.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Teen qisam ke insan teen cheezon se mahroom rahengeGhusse wala durust faislay seJhoota izzat seJald baz kamyabi se~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
Jannat ki nematon se wohi faida uthaye gajo duniya ke masaib par sabr karta hai.~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
For more hazrat ali ra quotes
ReplyDeleteVisit: www.urduquoteslines.com
Post a Comment