Benjamin Franklin Quotes in Urdu
Jahil hona sharam ki baat nahiseekhne ki koshish na karna asal besharmi hai~ Benjamin Franklin ~
Aadha sach aksar aik bohat bara jhoot hota hai~ Benjamin Franklin ~
Jo sabr kar sakta hai, woh sab kuch kar sakta hai~ Benjamin Franklin ~
Jab bhi aap pani ki geherai napna chahtay hain tokabhi bhi dono peeron ka istemaal na karen~ Benjamin Franklin ~
Tayari mein nakaam honay ka matlab hai keaap nakaam honay ki tayari kar rahay hain~ Benjamin Franklin ~
aap ruk satke hain, lekinwaqt aap ke liye nahi rukta~ Benjamin Franklin ~
Jo kuch bhi ghusse mein shuru hota haiwoh sharmeem par khatam hota hai~ Benjamin Franklin ~
Agar aap chahtay hain ke aap ko faramosh na kiya jaye to kuch likho jo parha jaye, agr ya nah ho sakay to koi aisa kaam karo jo likha jaye~ Benjamin Franklin ~
yeh hamari ankhen nahi balkay doosron ki ankhen hain jo hamein barbaad karti hain. agar siwaye mere tamam duniya ke log andhay hotay to mein kabhi umdah libaas aur khushnuma samaan ki parwah na karta~ Benjamin Franklin ~
Neki ka aghaz mushkil aur injaam bakhair hota hai. barkhilaf is kay ke badi ibtada mein lazeez aur injaamcar takleef da hoti hai~ Benjamin Franklin ~
Dost banane mein dheeme rahiye aur badlay mein aur bhi~ Benjamin Franklin ~
Agar koi shakhs kamyab hona chahay tu aose aik khaas kaam ikhtiyar karna chahiye aur isi mein dil-o-jaan se lagey rehna chahiye~ Benjamin Franklin ~
Paisay ne insaan ko aaj tak kabhi khush ni keya aur na to yeh kabhi ho ga. insaan ke paas jitni ziyada doulat hogi, is ki chahat is se ziyada ki ho gi. aik khwahish poori honay ki bajaye aik nai khwahish peda ho jati hai~ Benjamin Franklin ~
Har shakhs yeh sabit karne ki koshish mein masroof hai ke mein tum se behtar hon~ Benjamin Franklin ~
Agar tumhre naseeb soye hue hain to kuch muzaika nahi magar tum apni baydaari ko mat chhorro~ Benjamin Franklin ~
Makhloqaat mein insaan ne sab se ziyada qawaneen qudrat ki khilaaf warzi ki hai~ Benjamin Franklin ~
Teen dost wafadar hotay hain boorhi biwi, boorha kutta aur naqad raqam~ Benjamin Franklin ~
Paon ki laghzish ke baad to sambhala ja sakta hai lekin zabaan ki laghzish ke baad sambhlna namumkin hai.~ Benjamin Franklin ~
Post a Comment