Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

 

allama iqbal best poetry in urdu

Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

 

Allama Iqbal Poetry in Urdu For Youth

allama iqbal best poetry in urdu


خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے 

خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے

khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehlay

kkhuda bande se khud pouchye bta teri Raza kya hai


Allama Iqbal Poetry in Urdu For Youth

allama iqbal best poetry in urdu


ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں 

ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں 

Sitaron se agay jahan aur bhi hain

abhi ishhq ke imteha aur bhi hain


Allama Iqbal Poetry in Urdu For Youth

allama iqbal best poetry in urdu


تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا 

ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں 

To shahin hai parwaaz hai kaam tera

tre samnay aasmaa aur bhi hain


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


نشہ پلا کے گرانا تو سب کو آتا ہے 

مزا تو تب ہے کہ گرتوں کو تھام لے ساقی 

nasha pila ke girana to sab ko aata hai

maza to tab hai ke girtuo ko thaam le saqi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے 

بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا 

hazaron saal nargis apni be noori pay roti hai

barri mushkil se hota hai chaman mein deedaa war peda


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


اپنے من میں ڈوب کر پا جا سراغ زندگی

تو اگر میرا نہیں بنتا نہ بن اپنا تو بن 

apne mann mein doob kar pa ja suraagh zindagi

to agar mera nahi bantaa nah ban apna to ban


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


اچھا ہے دل کے ساتھ رہے پاسبان عقل 

لیکن کبھی کبھی اسے تنہا بھی چھوڑ دے 

Acha hai dil ke sath rahay Pasban aqal

lekin kabhi kabhi usay tanha bhi chore day


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


نہیں تیرا نشیمن قصر سلطانی کے گنبد پر 

تو شاہیں ہے بسیرا کر پہاڑوں کی چٹانوں میں 

Nahi tera nashiman qasr sultaani ke gunbad par

to shahin hai basera kar pahoron ki chatanoo mein


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


دل سے جو بات نکلتی ہے اثر رکھتی ہے 

پر نہیں طاقت پرواز مگر رکھتی ہے 

Dil se jo baat nikalti hai assar rakhti hai

par nahi taaqat parwaaz magar rakhti hai

----------------------

----------------------


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


اے طائر لاہوتی اس رزق سے موت اچھی 

جس رزق سے آتی ہو پرواز میں کوتاہی 

Ae Tair lahoti is rizaq se mout achi

jis rizaq se aati ho parwaaz mein kotahi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


حیا نہیں ہے زمانے کی آنکھ میں باقی 

خدا کرے کہ جوانی تری رہے بے داغ 

Haya nahi hai zamane ki aankh mein baqi

khuda kere ke jawani tri rahay be-daagh


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


غلامی میں نہ کام آتی ہیں شمشیریں نہ تدبیریں 

جو ہو ذوق یقیں پیدا تو کٹ جاتی ہیں زنجیریں 

Ghulami mein nah kaam aati hain shamshirain nah tadbeerye

jo ho zouq yaqeen peda to kat jati hain zanjeeren


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


حرم پاک بھی اللہ بھی قرآن بھی ایک

کچھ بڑی بات تھی ہوتے جو مسلمان بھی ایک 

Haram pak bhi Allah bhi quran bhi aik

kuch barri baat thi hotay jo musalman bhi aik


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


نہ سمجھو گے تو مٹ جاؤ گے اے ہندوستاں والو 

تمہاری داستاں تک بھی نہ ہوگی داستانوں میں 

Nah samjhoo ge to mit jao ge ae hindostan walo

tumhari dastan tak bhi nah hogi dastanoon mein


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی 

یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے 

Amal se zindagi banti hai jannat bhi jahannum bhi

yeh khaki apni fitrat mein nah noori hai nah naari hai


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


تمنا درد دل کی ہو تو کر خدمت فقیروں کی 

نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کے خزینوں میں 

Tamanna dard dil ki ho to kar khidmat faqeero ki

nahi milta yeh gohar badshahon ke khazino mein


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

باطل سے دبنے والے اے آسماں نہیں ہم 

سو بار کر چکا ہے تو امتحاں ہمارا 

Baatil se dabnay walay ae aasma nahi hum

so baar kar chuka hai to imteha hamara


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


مسجد تو بنا دی شب بھر میں ایماں کی حرارت والوں نے 

من اپنا پرانا پاپی ہے برسوں میں نمازی بن نہ سکا 

Masjid to bana di shab bhar mein ayman ki hararat walon ne

mann apna purana paapi hai barson mein namazi ban nah saka


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں 

نظر آتی ہے ان کو اپنی منزل آسمانوں میں 

Aqaabi rooh jab bedaar hoti hai jawanoo mein

nazar aati hai un ko apni manzil asmano mein

----------------------

----------------------


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


یوں تو سید بھی ہو مرزا بھی ہو افغان بھی ہو 

تم سبھی کچھ ہو بتاؤ مسلمان بھی ہو 

Yun to syed bhi ho Mirza bhi ho Afghan bhi ho

tum sabhi kuch ho btao musalman bhi ho


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


وطن کی فکر کر ناداں مصیبت آنے والی ہے 

تری بربادیوں کے مشورے ہیں آسمانوں میں 

Watan ki fikar kar nadaa museebat anay wali hai

tri barbadiyon ke mashwaray hain asmano mein


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


نہیں ہے ناامید اقبالؔ اپنی کشت ویراں سے 

ذرا نم ہو تو یہ مٹی بہت زرخیز ہے ساقی 

Nahi hai naumeed iqbal apni kasht viran se

zara num ho to yeh matti bohat zarkhaiz hai saqi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نومیدی 

مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے؟

Buton se tujh ko umeeden khuda se naumeedy

mujhe bta to sahi aur kaafri kya hai?


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


یقیں محکم، عمل پیہم، محبت فاتح عالم 

جہاد زندگانی میں ہیں یہ مردوں کی شمشیریں 

Yaqeen mohakam, amal pihm, mohabbat faateh aalam

jehaad zindagani mein hain yeh mardon ki shamshirain


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


آئین جواں مرداں حق گوئی و بیباکی 

اللہ کے شیروں کو آتی نہیں روباہی 

Aa in-e-javan-mardan haq-goi o be-baki

Allah ke sheron ko aati nahin rubahi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

نگہ بلند سخن دل نواز جاں پرسوز 

یہی ہے رخت سفر میر کارواں کے لیے 

nigah buland sukhan dil Nawaz jaan pursoz

yahi hai rakhat safar meer karwan ke liye


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


نہ پوچھو مجھ سے لذت خانماں برباد رہنے کی 

نشیمن سیکڑوں میں نے بنا کر پھونک ڈالے ہیں 

Nah pucho mujh se lazzat khaanaman barbaad rehne ki

nashiman secron mein ne bana kar phoonk daaley hain


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

انداز بیاں گرچہ بہت شوخ نہیں ہے 

شاید کہ اتر جائے ترے دل میں مری بات 

Andaaz bayan garchah bohat shokh nahi hai

shayad ke utar jaye tre dil mein meri baat


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ملے گا منزل مقصود کا اسی کو سراغ 

اندھیری شب میں ہے چیتے کی آنکھ جس کا چراغ 

Miley ga manzil maqsood ka isi ko suraagh

andheri shab mein hai cheetay ki aankh jis ka chairag

----------------------

----------------------


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


آنکھ جو کچھ دیکھتی ہے لب پہ آ سکتا نہیں 

محو حیرت ہوں کہ دنیا کیا سے کیا ہو جائے گی 

Aankh jo kuch dekhati hai lab pay asakta nahi

mehv herat hon ke duniya kya se kya ho jaye gi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

سودا گری نہیں یہ عبادت خدا کی ہے 

اے بے خبر جزا کی تمنا بھی چھوڑ دے 

Soda giri nahi yeh ibadat khuda ki hai

aay be khabar jaza ki tamanna bhi chore day


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


عروج آدم خاکی سے انجم سہمے جاتے ہیں 

کہ یہ ٹوٹا ہوا تارا مہ کامل نہ بن جائے 

Urooj adam khaki se Anjum sehmey jatay hain

ke yeh toota hwa tara meh kaamil nah ban jaye


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


یہ جنت مبارک رہے زاہدوں کو 

کہ میں آپ کا سامنا چاہتا ہوں 

Yeh jannat mubarak rahay zahidon ko

ke mein aap ka samna chahta hon


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


وجود زن سے ہے تصویر کائنات میں رنگ 

اسی کے ساز سے ہے زندگی کا سوز دروں 

wajood zan se hai tasweer kayenaat mein rang

isi ke saaz se hai zindagi ka soaz daroon


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


جب عشق سکھاتا ہے آداب خودآگاہی 

کھلتے ہیں غلاموں پر اسرار شہنشاہی 

Jab ishq sakata hai adaab khud agahi

khultay hain ghulamoo par asaraar shahanshahi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


تیرا امام بے حضور تیری نماز بے سرور 

ایسی نماز سے گزر ایسے امام سے گزر 

Tera imam be huzoor teri namaz be suroor

aisi namaz se guzar aisay imam se guzar


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


دل سوز سے خالی ہے نگہ پاک نہیں ہے 

پھر اس میں عجب کیا کہ تو بیباک نہیں ہے 

Dil soaz se khaali hai nigah pak nahi hai

phir is mein ajab kya ke to bebak nahi hai


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


گلا تو گھونٹ دیا اہل مدرسہ نے ترا 

کہاں سے آئے صدا لا الٰہ الا اللہ 

Gala to ghoont diya ahal madrassa ne tra

kahan se aaye sada la illah ila Allah


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ظاہر کی آنکھ سے نہ تماشا کرے کوئی 

ہو دیکھنا تو دیدۂ دل وا کرے کوئی 

Zahir ki aankh se nah tamasha kere koi

ho dekhna to dediyan dil wa kere koi

----------------------

----------------------


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


جو میں سر بہ سجدہ ہوا کبھی تو زمیں سے آنے لگی صدا 

ترا دل تو ہے صنم آشنا تجھے کیا ملے گا نماز میں 

jo mein sir bah sajda howa kabhi to zamee se anay lagi sada

tra dil to hai sanam ashna tujhe kya miley ga namaz mein


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


فرقہ بندی ہے کہیں اور کہیں ذاتیں ہیں 

کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ہیں 

Firqa bandi hai kahin aur kahin zatin hain

kya zamane mein panpanay ki yahi batein hain


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


مہینے وصل کے گھڑیوں کی صورت اڑتے جاتے ہیں 

مگر گھڑیاں جدائی کی گزرتی ہیں مہینوں میں 

mahinay wasal ke gharion ki soorat urtay jatay hain

magar ghariyan judai ki guzarti hain mahino mein


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


امید حور نے سب کچھ سکھا رکھا ہے واعظ کو 

یہ حضرت دیکھنے میں سیدھے سادے بھولے بھالے ہیں

Umeed hoor ne sab kuch sikha rakha hai waiz ko

yeh hazrat dekhnay mein seedhay saaday bhoolay bhaale hain


 Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


جنہیں میں ڈھونڈتا تھا آسمانوں میں زمینوں میں

وہ نکلے میرے ظلمت خانۂ دل کے مکینوں میں 

Jinhein mein dhondata tha asmano mein zamiinon mein

woh niklay mere zulmat khana dil ke makeeno mein


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


تجھے کتاب سے ممکن نہیں فراغ کہ تو 

کتاب خواں ہے مگر صاحب کتاب نہیں 

Tujhe kitaab se mumkin nahi Faragh ke to

kitaab khwan hai magar sahib kitaab nahi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


عشق تری انتہا عشق مری انتہا 

تو بھی ابھی نا تمام میں بھی ابھی نا تمام 

ishq teri intaha ishhq meri intaha

to bhi abhi na tamam mein bhi abhi na tamam


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


تو قادر و عادل ہے مگر تیرے جہاں میں 

ہیں تلخ بہت بندۂ مزدور کے اوقات 

Tu Qadir o adil hai magar tairay jahan mein

hain talkh bohat bandah mazdoor ke auqaat


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


بے خطر کود پڑا آتش نمرود میں عشق 

عقل ہے محو تماشائے لب بام ابھی 

Be khatar kood para atish namrud mein ishhq

aqal hai mehv tamasha e lab baam abhi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


کبھی اے حقیقت منتظر نظر آ لباس مجاز میں 

کہ ہزاروں سجدے تڑپ رہے ہیں مری جبین نیاز میں 

kabhi aay haqeeqat muntazir nazar aa libaas majaz mein

ke hazaron sjday tarap rahay hain meri Jabeen niaz mein

----------------------

----------------------


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


عطارؔ ہو رومیؔ ہو رازیؔ ہو غزالیؔ ہو 

کچھ ہاتھ نہیں آتا بے آہ سحرگاہی 

Attar' ho 'rumi' ho 'raari' ho 'ghazali' ho

kuch hath nahi aata be aah sahar araghi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


خداوندا یہ تیرے سادہ دل بندے کدھر جائیں 

کہ درویشی بھی عیاری ہے سلطانی بھی عیاری 

khuda wanda yeh tairay saada dil bande kidhar jayen

ke darwaishi bhi ayyari hai sultaani bhi ayyari


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ہوئے مدفون دریا زیر دریا تیرنے والے 

طمانچے موج کے کھاتے تھے جو بن کر گہر نکلے 

hue madfon darya zair darya tair nay walay

tamanche moj ke khatay thay jo ban kar Gohr niklay


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

یہ کائنات ابھی ناتمام ہے شاید 

کہ آ رہی ہے دمادم صدائے کن فیکوں 

yeh kaayenaat abhi natamam hai shayad

ke aa rahi hai damadamm sadaye kin faikon


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


عقل عیار ہے سو بھیس بدل لیتی ہے 

عشق بیچارہ نہ زاہد ہے نہ ملا نہ حکیم 

Aqal ayyar hai so bhais badal layte hai

ishhq bechara nah Zahid hai nah mila nah hakeem


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ہر شے مسافر ہر چیز راہی 

کیا چاند تارے کیا مرغ و ماہی 

har shai musafir har cheez raahi

kya chaand tarre kya murgh o mahi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


جلال پادشاہی ہو کہ جمہوری تماشا ہو 

جدا ہو دیں سیاست سے تو رہ جاتی ہے چنگیزی 

Jalal padShahi ho ke jamhoori tamasha ho

judda ho den siyasat se to reh jati hai changizi


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


کبھی چھوڑی ہوئی منزل بھی یاد آتی ہے راہی کو 

کھٹک سی ہے جو سینے میں غم منزل نہ بن جائے 

Kabhi choari hui manzil bhi yaad aati hai raahi ko

khatak si hai jo seenay mein gham manzil nah ban jaye


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


کشادہ دست کرم جب وہ بے نیاز کرے 

نیاز مند نہ کیوں عاجزی پہ ناز کرے 

kushadah dast karam jab woh be niaz kere

niaz mand nah kyun aajzi pay naz kere


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ہاں دکھا دے اے تصور پھر وہ صبح و شام تو 

دوڑ پیچھے کی طرف اے گردش ایام تو 

Haan dikha day ae tasawur phir woh subah o shaam to

dord peechay ki taraf aay gardish ayaam tu

----------------------

----------------------


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


سبق ملا ہے یہ معراج مصطفی سے مجھے 

کہ عالم بشریت کی زد میں ہے گردوں 

Sabaq mila hai yeh mairaaj mustafa se mujhe

ke aalam bashriyat ki zad mein hai gurdon


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


زمانہ عقل کو سمجھا ہوا ہے مشعل راہ 

کسے خبر کہ جنوں بھی ہے صاحب ادراک

Zamana aqal ko samjha hawa hai mashal raah

kisay khabar ke junoo bhi hai sahib idraak


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

ہوئی نہ عام جہاں میں کبھی حکومت عشق 

سبب یہ ہے کہ محبت زمانہ ساز نہیں 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ستارہ کیا مری تقدیر کی خبر دے گا 

وہ خود فراخی افلاک میں ہے خوار و زبوں

 

Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


من کی دولت ہاتھ آتی ہے تو پھر جاتی نہیں 

تن کی دولت چھاؤں ہے آتا ہے دھن جاتا ہے دھن

 

Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


خودی وہ بحر ہے جس کا کوئی کنارہ نہیں 

تو آب جو اسے سمجھا اگر تو چارہ نہیں 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


سمندر سے ملے پیاسے کو شبنم 

بخیلی ہے یہ رزاقی نہیں ہے 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


گزر جا عقل سے آگے کہ یہ نور 

چراغ راہ ہے منزل نہیں ہے! 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


روز حساب جب مرا پیش ہو دفتر عمل 

آپ بھی شرمسار ہو مجھ کو بھی شرمسار کر 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


وہ حرف راز کہ مجھ کو سکھا گیا ہے جنوں 

خدا مجھے نفس جبرئیل دے تو کہوں 


----------------------

----------------------

Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


میں تجھ کو بتاتا ہوں تقدیر امم کیا ہے 

شمشیر و سناں اول طاؤس و رباب آخر 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


موتی سمجھ کے شان کریمی نے چن لیے 

قطرہ جو تھے مرے عرق انفعال کے 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ہوا ہو ایسی کہ ہندوستاں سے اے اقبالؔ 

اڑا کے مجھ کو غبار رہ حجاز کرے 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


مری نگاہ میں وہ رند ہی نہیں ساقی 

جو ہوشیاری و مستی میں امتیاز کرے 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


ضمیر لالہ مۂ لعل سے ہوا لبریز 

اشارہ پاتے ہی صوفی نے توڑ دی پرہیز 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


نہیں اس کھلی فضا میں کوئی گوشۂ فراغت 

یہ جہاں عجب جہاں ہے نہ قفس نہ آشیانہ


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

گلزار ہست و بود نہ بیگانہ وار دیکھ 

ہے دیکھنے کی چیز اسے بار بار دیکھ 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


محبت کے لئے دل ڈھونڈ کوئی ٹوٹنے والا

یہ وہ مے ہے جسے رکھتے ہیں نازک آبگینوں میں 


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu


مقام شوق ترے قدسیوں کے بس کا نہیں 

انہیں کا کام ہے یہ جن کے حوصلے ہیں زیاد


Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

allama iqbal best poetry in urdu

 

تو ہے محیط بیکراں میں ہوں ذرا سی آب جو 

یا مجھے ہمکنار کر یا مجھے بے کنار کر 


Post a Comment

Previous Post Next Post

ads