Log Tumhari Aqal Se Tumhari Shakhsiyat Ka Wazan Karte Hain

Log Tumhari Aqal Se Tumhari Shakhsiyat Ka Wazan Karte Hain


hazrat ali quotes in urdu

hazrat ali quotes in urdu
Jiski umeedein Allah ke sath hon woh kabhi nakaam nahi hota ,
nakaam woh hota hai jiski umeedein duniya walon se wabasta hon .
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali quotes in urdu
Log tumhari aqal se tumhari shakhsiyat ka wazan karte hain ,
lehaza tum apni aqal ka wazan apne ilam se brhaon.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
----------------------
----------------------
hazrat ali quotes in urdu
Kanjoos shakhs kitna bad naseeb hai ke, duniya mein faqeero ki
 zindagi guzarta hai, aur qayamat mein ameeron jaisa hisaab day ga.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ


hazrat ali quotes in urdu
Is ko dost mat banao jo kisi mehfal mein aap ko
sharminda karen, khuwa woh mazaq hi kyun na kar raha ho.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ

hazrat ali quotes in urdu
Agar tum se koi naraz hai! aur is ko yeh ghuroor hai ke tum hi
usay manao ge to! tum is ke ghuroor ko totnay mat do ! 
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali quotes in urdu
Shak ko apne opar ghalib mat anay do, warna tumhe
duniya mein koi hamdard nahi mil sakay ga. 
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
----------------------
----------------------
hazrat ali quotes in urdu
Jis insaan ko gussa ziyada aata hai, woh insaan pyar bhi
itna hi ziyada karta hai, aur itna hi saaf dil rakhta hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali quotes in urdu
kisi insaan ki qeemat ka miyaar kya ho sakta hai? jitna is shakhs
main ahsassay zimaydari ho ga woh itna hi qeemti ho ga.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali quotes in urdu
Parindah apne paow aur insaan apni zuban ki wajah se
jaal mein phnsta hai, guftagu mein narmi ikhtiyar karo
kyun ke lehjey ka assar alfaaz se ziyada hota hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
----------------------
----------------------
hazrat ali quotes in urdu
Insaan ke ansoo is waqt muqaddas hotay hain, jab woh kisi aur ke
dukh aur takleef ko mehsoos kar ke nikleen. 
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ




Post a Comment

Previous Post Next Post

ads