Bari se bari baat pay haar nah maan-ne walay Ashfaq Ahmed
Bari se bari baat pay haar nahi maun-nay walay aksar choti choti baton pay toot jatay hain.Ashfaq Ahmed
Kisi talluq ko bachanay ke liye liyeso daleelen dainay se behtar haike dil pay pathar rakh ke jane walay kokhushi khushi rukhsat kar diya jaye.Ashfaq Ahmed
Har aik cheez apne waqt par hi achi lagti hailekin neki kamanay ka waqt jawani haiafsos naak baat yeh hai ke hum neki is waqt karte hainjab buraiee ke qabil nahi rehtay.Ashfaq Ahmed
----------------------
----------------------
Mard ke dil mein doosri aurat ki auraurat ki almaari mein naye suit ki gunjaish hamesha rehti hai.Ashfaq Ahmed
Insaan ke dil mein mein kkhuda ki meharbani seaisa taar zaroor mojood hai ke woh lout kar kkhuda ki tarafzaroor aata hai chahay woh kisi bhi roop mein aaye.Ashfaq Ahmed
Kamyaab zindagi ki nishani yahi hai kejab aap peechay murr kar dekhen to zindagi meinkoi pachtaawa nah ho.Ashfaq Ahmed
----------------------
----------------------
Hum acha honay ya acha ban'nay ke bawajoodkisi nah kisi kahani mein buray hotay hain.Ashfaq Ahmed
Aisa bhi hota hai ke kkhuda hamein phoolon ka tokradainay ke mood mein hota hai aur hum sirfaik phool ki zid laga kar baithy rehtay hain.Ashfaq Ahmed
Jitna miley qubool karlena chahiye ho sakta haiyeh bhi hamari auqaat se ziyada hohum to gunah gaar bande hain is ka fazl tohar waqt hamaray aib chupata hai.Ashfaq Ahmed
----------------------
----------------------
Mout kitni taizi se hamari taraf barh rahi haiagar hamein yeh pata chal jaye tohamein apne mansoobon pay hansi aajay.Ashfaq Ahmed
--------------------------------
Post a Comment