Allama Iqbal Shayari - علامہ اقبال, Allama Iqbal poetry, Allama iqbal Quotes

Allama Iqbal poetry


allama iqbal poetry


allama iqbal speech
Musalmanoon ke liye jaye panah sirf quran hai. 
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

allama iqbal essay

Quran kareem ka sirf mutalea hi nah kya karo
balkay is ko samajhney ki koshish karo.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------


allama iqbal essay in urdu
ilm ki justojoo jis rang mein bhi
ki jaye ibadat ki aik shakal hai.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

allama iqbal age
aik sochnay walay zindah insaan ke khayalat
mein tabdeeli hoti rehti hai.
nahi badalta to pathar nahi badalta.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

allama iqbal and ideology of pakistan
Museebat aik atiyah khuda wandi hai,
taakay insaan poori zindagi ka mushahida kar len.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------


allama iqbal ashar
Apne kirdaar par daal ke parda Iqbal
har shakhs keh raha hai zamana kharab hai.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

allama iqbal about imam hussain
Tareekh aik terhan ka Zagheem gramophone hai
jis mein qomon ki sadayen mehfooz hain.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

allama iqbal and two nation theory
insaan ki rooh ki asal kefiyat
gham hai khushi aik earzi shai hai.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

Allama iqbal shayari
zindagi ka raaz yahi hai ke jahan raho,
jis haalat mein raho,
khush raho mutmaen raho.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

allama iqbal poetry
Faqar ki pehli manzil kasb e halal hai.
noor imaan bhi kasb e halal
hi se peda hota hai.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

allama iqbal shikwa jawab e shikwa
kaam meri nazar mein aisay hi muqaddas hai
jaisay ibadat.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------

allama iqbal kalam
Tum syed bhi ho Mirza bhi ho Afghan bhi ho
tum sabhi kuch ho batao ke musalman bhi ho.
~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
----------------------

2 Comments

  1. Nice great work really enjoy this content. this is really good post
    Enjoy,
    It's very good poetry, keep doing it,
    Dr. Allama Iqbal Quotes-2021
    Wasi Shah Ghazal & Poetry
    romantic-love-quotes
    Top poetry
    urdu-quotes-2021

    ReplyDelete
  2. یہ اشعار شیئر کرنے کا بہت شکریہ۔ عمہد ترجمہ نگاری کی ہے۔

    علامہ اقبال

    کے متعدد مشکل اشعار کا ترجمہ درکار ہے۔

    ReplyDelete

Post a Comment

Previous Post Next Post

ads