Top 20 Inspirational & Motivational Quotes by Mahatma Gandhi
Aap ko insaniyat par aetmad nahi khona chahiye. insaniyat samandar ki terhan hai. agar samandar ke chand qatray ganday hon to poora samandar ganda nahi hota hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Apne aap ko dhoandne ka behtaren tareqa yeh hai ke apne aap ko dosron ki khidmat mein gum kar lo.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Apne aap mein woh tabdeeli lao jo tum duniya mein dekhna chahtay ho.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Pehlay woh aap ki taraf tawajah nahi den ge, phir woh aap par hansin ge, phir woh aap ke sath laren ge, aur phir aap jeet jayen ge.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Jis din se aik aurat raat ko sarkon par azadana tor par chalna phirna shuru kardey gi, tohm keh satke hain ke hindostan ne azadi haasil karli hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
insan sirf apne khayalat ki pedawar hai. jo woh sochta hai, woh ban jata hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Aajazi ke sath, aap duniya ko hila satke hain.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Taqat jismani salahiyat se nahi aati hai. yeh junoon se peda hoti hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Aetmad ko hamesha mantaq ( Daleel ) ke sath tolna chahiye. jab aetmaad andha hojata hai to woh mar jata hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Mustaqbil ka dar-o-madar is baat par hai ke aap aaj kya kar rahay hain.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Khushi is waqt haasil hogi jab, jo aap sochtay hain, jo kehte hain aur jo aap karte hain, un sab cheezon mein hum ahangi hon.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Khamoshi sab se taqatwar taqreer hai. duniya aahista aahista aap ki baat sunay gi.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Ek acha insan har jandar ka dost hota hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Gunah se nafrat karo, gunehgaar se pyar karo.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Kamzor kabhi maffi nahi mangta. maaf karne ki qabliyat to taqatwar shakhs mein hoti hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Kisi malik ki Saqafat logon ke dilon aur roohon mein abad hoti hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Zindagi aisay guzaraian goya kal aap marnay ja rahay hain, kuch aisa sekhen goya ke aap hamesha ke liye zindah rehne walay hain.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Yeh sehat, hamari asal doulat hai, sonay chandi ki qeemat is ke agay kuch nahi hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Ho sakta hai hum thokar khaye aur gair jaye hain, lekin hum uth satke hain. jung se bhagnay se yeh kahin ziyada behtar hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Zarorat se ziyada apne ilm par yaqeen karna be waqoofi hai. yeh yaad dilana theek hoga ke sab se mazboot kamzor ho sakta hai aur sab se aqalmand bhi ghalti karsaktha hai.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Adam tashadud insaniyat ki sab se bari taaqat hai. woh insaan ke tayyar kardah tabahi ke taaqatwar hathyaaron se ziyada taaqat war hain.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Mein sirf logon ki achi khususiyat ko daikhta hon, un ki ghaltion ko ginta nahi.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
Ho sakta hai aap ko kabhi maloom nahi hoga ke aap ke kaam ka kya nateeja nikla hai, lekin agar aap kuch nahi karte hain to, koi nateeja nahi niklay ga.
~ Mahatma Gandhi Quotes ~
motivational quotes in urdu ek ek lafz sahi he mashaallah..
ReplyDeleteVery Nice Urdu Status
ReplyDeletePost a Comment