Abraham Lincoln motivational Quotes in urdu l Hindi

Abraham Lincoln motivational Quotes in urdu


Abraham Lincoln Quotes
Abraham Lincoln Quotes


urdu quotes

Mehnat sarmaye se aala-o-Arfah hai aur is se bilkul azad hai. sarmaya to khud mehnat ka nateja hota hai aur kabhi peda hi nah hota, agar pehlay se mehnat ka wujood nah hota. mehnat sarmaya se bartar hai. is liye woh is baat ki haqdaar hai ke is ka ziyada lehaaz kya jaye.

~ Abraham Lincoln ~

urdu quotes

Agar mazdoor nah hotay to sarmaya daar kabhi janam nah le sakta.

yeh sirf unhi ki mehnat ka nateeja hai.

~ Abraham Lincoln ~

urdu quotes

Azadi chheen jaye to phir tumahray paas kya reh jata hai.

~ Abraham Lincoln ~

----------------------
----------------------
urdu quotes

Woh hukomat jo awam ki ho. jisay awam hi chalayein aur jo awam hi ki behbod ke liye ho, woh roye zamen se kabhi nabod nahi hogi.

~ Abraham Lincoln ~


urdu quotes

Tum ek shakhs ko hamesha dhokay mein rakh satke ho. tum bohat se admion ko kuch arsa ke liye dhokay mein rakh satke ho. lekin tamam admion ko hamesha ke liye dhokay mai ni rakha ja sakta.

~ Abraham Lincoln ~

urdu quotes

Tum apne aap ko aloda kiye baghair kisi shakhs ko gandi nali mein daba kar nahi rakh satke.

~ Abraham Lincoln ~



urdu quotes

Aksar log itnay hi khush hotay hain, jis had tak un kakhosh honay ka iradah hota hai.

~ Abraham Lincoln ~

----------------------
----------------------
urdu quotes

Mein kitaben parhnay ke shoq ke tehat pachas pachas mil ka fasla tay karkay apne doston se kitaben mang kar laya karta hon.

~ Abraham Lincoln ~

urdu quotes

Jahan tak mumkin ho kitabon ka baghore mutalea karo. har waqt kaam mein munhamik raho ke kamyabi ka sara raaz isi mein posheda hai.

~ Abraham Lincoln ~

urdu quotes

Duniya ki tarekh mein kisi aisay philosopher ka record mojod nahi jo khush raha ho.

~ Abraham Lincoln ~

----------------------
----------------------
urdu quotes

Mujhe woh admi yaad ata hai jis ne apne maa baap ko qatal kar diya. jab usay saza sunai jane lagi to is bana par reham ki darkhwast ki ke woh yateem hai.

~ Abraham Lincoln ~

urdu quotes

Gadarya bheer ko bhairiye ke pnje se churaata hai jis ke liye bheer usay apna mohsin samjhti hai. lekin bheria, gdrie cobra bhala kehta hai aur usay apni azadi par hamla qarar deta hai. hum roza maraah ki zindagi mein dekhte hain ke jab hazaron afraad ko ghulami se azad karaya jaye to kuch log ( ghulam ) usay azadi ka naam dete hain aur dosray ( aaqa ) azadi slb karne ka ilzaam lagatay hain.

~ Abraham Lincoln ~



Benjamin Franklin Quotes in Urdu

Post a Comment

Previous Post Next Post

ads