Allama Iqbal Poetry in Urdu Hindi

Allama Iqbal Poetry in Urdu


allama iqbal poetry in urdu

allama iqbal poetry in urdu
Sajdon ke aiwz firdous miley yeh baat mujhe manzoor nahi
be los ibadat karta hon bandah hon tera mazdoor nahi
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Girtay hain sajdon mein hum
apni hasratoon ki khatir Iqbal
agar girtay sirf ishhq khuda mein
to koi hasrat adhuri nah rehti
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Yeh kafan, yeh qabar, yeh janazay
rasam shariat hai Iqbal . . .
mar to insaan tab hi jata hai
jab yaad karne wala koi nah ho
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Bistar se uth kar masjid tak ja nah sakay Iqbal
khwahish rakhtay hain, qabar se uth kar
jannat jane ki
~ Allama Iqbal Poetry ~

allama iqbal poetry in urdu
Baat sajdon ki nahi khulos niyat ki hoti hai
aksar log khaali hath lout atay hain har namaz ke baad
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Zamane ki halat ka alam to dekh Iqbal
qeemti chadrein be jaan qabron pay aur
zindah aztin be hijaab phirty hain
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Teri rehmaton pay hai munhasir, mere har amal ki qabuliat
nah mujhe sliqah e iltija, nah mujhe shaoor namaz hai
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Baat sajdon ki nahi khuloos dil ki hoti hai Iqbal
har maikhanay mein sharaabii aur 
har masjid mein namazi nahi hota
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Kyun mannatain mangta hai ouron ke darbaar se Iqbal
woh kon sa kaam hai jo hota nahi
tairay parwrdigar se
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Kisi ki nazar mein achay thay
kisi ki nazar mein Bar y thay
haqeeqat mein jo jaisa tha
hum is ki nazar mein waisay thay
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
Woh patharon se mangte hain apni mradin, Iqbal
hum un ke ummati hain, jin ko dekh kar pathar bhi kalma parhte hain
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu
koi ibadat ki chahat mein roya
koi ibadat ki raah mein roya
koi yaar ki be wafai pay roya
koi yaar ko mana ke roya
ajeeb hai yeh namaz mohabbat ka silsila Iqbal
koi qaza kar ke roya koi ada kar ke roya
~ Allama Iqbal Poetry ~
allama iqbal poetry in urdu

Apne kirdaar pay daal ke parda Iqbal
har shakhs keh raha hai zamana kharab hai.
~ Allama Iqbal Poetry ~

1 تعليقات

إرسال تعليق

أحدث أقدم

ads