Teen Qisam kay Insan / Hazrat Ali Quotes in urdu / Hazrat Ali Sayings

Hazrat Ali Quotes in urdu 


hazrat ali quotes in urdu
Jis darakht ki lakri naram hogi
is ki shaakhen ziyada hongi
bas naram tabiyat aur naram guftaar ban jao
taake tumahray chahanay walay ziyada hon.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali quotes in urdu
Insaan wahid aisi makhlooq hai jis
ka zeher alfaaz mein hota hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali death
--------------------
--------------------
Jin jismon par khowahishat ki hukmarani ho
woh gunaaho ki qaid se kabhi azad nahi ho satke.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali ke call
Teen qisam ke insaan teen cheezon se mahroom rahenge
1. ghusse wala durust faislay se
2. jhoota izzat se
3. jaldbaaz se.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali sons

Hamein chahay ke apni har cheez dost
ke liye qurbaan kar dein par kisi cheez ke liye
apne dost ko qurbaan nahi karna.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali ka farman

Imaan aur haya do aisy parinday
hain ke agar un mein se aik
urrh jaye to dosra khud hi urrh jata hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali kol
--------------------
--------------------
Jis ko tum chaho is ko kabhi aazmana mat
kyunkay agar woh be wafa nikla to
dil tumhara hi tootay ga.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali k aqwal
Nadaan log doulat ke liye dil ka chain luta dete hain
aur dil ke chain ke liye doulat luta dete hain.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali tomb
Ibn e adam
jab gunaho ke bawajood Allah ki naimatain musalsal tujhe millti rahen to hooshiyar ho jana
ke tera hisaab qareeb aur sakht tareen hai .
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali age
--------------------
--------------------
Teen cheeze ensaan ko Allah se daur karti hain
1  apne aamaal ko ziyada samjhna
2  apne gunaaho ko bhool jana
3  apne aapko sab se behtar samjhna .
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali aqwal zareen



8 تعليقات

إرسال تعليق

أحدث أقدم

ads