Barish ka qatra seepe aur saanp dono par girta haijab ke saanp ussay zeher bana deta haior seepi usay moti.jis ka jaissa zarf waisi is ki takhleeq.Hazrat Ali (R.A)
--------------------
Rishton ki khoubsurti aik dosray ki baat kobardasht karna hai,bay aib insaan talaash mat karo ,warna akailey reh jao ge.Hazrat Ali (A.R)
Siwaye apne rab ke kisi se umeed na rakhna.aur apne gunah ke siwa kisi cheez se khauf mat khana.Hazrat Ali (A.R)
--------------------
Agar kisi ka zarf aazmana ho to is ko ziyada izzat do!woh aala zarf howa to aapko aur izzat day ga!aur kam zarf howa to khud ko aala zarf samjhay ga.Hazrat Ali (A.R)
Maaf karna sab se ziyada usay Zaibdeta hai, jo saza dainay par Qadir ho.Hazrat Ali (A.R)
Tum ghulaab ka phool ban jaw kyun ke yeh phool
is ke hathon mein bhi khushbu chore jata hai
jo isay masal ke pheink deta hai.
Hazrat Ali (A.R)
--------------------
--------------------
Jab tum duniya ki muflisi se tang ajawaur rizaq ka koi rasta na niklay, tosadqa day kar Allah se tijarat karo.Hazrat Ali (A.R)
Duniya mein khobsorat dil talaash kro chehray nahi kyun kekhobsorat chehray to bohat hain likn khobsorat dِil bohat kam.Hazrat Ali (A.R)
Ikhlaq woh cheez hai jis ki qeemat kuch nahi dena parteemagar iss se har cheez kharidi ja sakti hai.Hazrat Ali (A.R)
--------------------
--------------------
Hazrat Ali se kisi shakhs nay poocha: mein bohat koshish karta honke subah namaz parhon magar utha nahi jata?hazrat Ali ( r.a ) nay farmaya: yeh neend ki wajah nahi balkaytum jo saaray din mein, jo gunah karte ho woh tumhare gardan meintuwwak, hathon mein hathkari aur pawo mein berriyan bandh kartumhay uthnay nahi dete.Hazrat Ali (A.R)
Sunehray Alfaaz ll Quotes ll Quotes of Hazrat Ali ll Quotes About Life ll Quotes About Love
Inspirational Quotes ll Motivational Quotes ll Best Quotes ll Quotation ll Friendship Quotes
Quran ll Islam ll Sunehray Alfaaz.
إرسال تعليق