Jis nay rab ke liye jhukna seekh liyawohi ilm wala hai kyun ke ilm wala ki pehchan aajziaur jaahil ki pehchan taqqabur hai.Hazrat Ali RA
Mukhlis rishton ko majboori mein bhi zaya na honay dokyun ke majboori to khatam ho jaye gilekin rishte dobarah nahi ge.Hazrat Ali RA
Baat ilm se karo, taaqat ka sahara na lokyun ke taaqat kitni bhi barri kyun na hoilm ke agay choti ho jati hai.Hazrat Ali RA
-----------------------
-----------------------
Kabhi apni zuban se kisi kay aib bayan na karo kyun keaib tum mein bhi hain aur zuban logon ki bhi hai.Hazrat Ali RA
Jo imaan tumhe bistar se utha karmasjid ya maslay tak nahi le ja sktawoh qabar se jannat tak kaisay le jaye ga.Hazrat Ali RA
Teen kaam kisi ke dil mein aap ki izzat barhatay hain:1- Salam karna.2- Kisi ko jagah dena.3- Asal naam se pukarna.Hazrat Ali RA
Jab tumhare dil mein kisi ke liye nafrat peda honay lageyto foran is ki achhai ko yaad karo.Hazrat Ali RA
-----------------------
-----------------------
Bohat se log iss wajah se fitnah mein mubtala ho jatay hain ,ke un ke baarey mein achay khayalat ka izhaar kya jata hai.Hazrat Ali RA
Yaad rakho jab, tum par koi mushkil aa jaye to, kisi ka ahsaan na laukyun ke museebat chaar din ki hoti haiaur ahsaan zindagi bhar ka hota hai.Hazrat Ali RA
Jo tumhe khushi mein yaad aaye, samjhoo tum is se mohabbat karte hoaur jo tumhe gham mein yaad, aaye to samjhoo, woh tum semohabbat karta hai.Hazrat Ali RA
great quotation mash Allah
ردحذفthank you
حذفإرسال تعليق