Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Jis tarah shabnam k qatre murjhaye hue phool ko tazgi bakhshte hain,ussi tarah ache alfaz mayoos dilon ko roshni bakhshte hain.HAZRAT ALI(R.A)
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
------------------------------
Jab koi dost tum ko apna raaz betaye to yeh samajh lena ke woh apni izzat tum ko amanat deta hai is mein kabhi khayanat na karna. HAZRAT ALI (R.A)
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
------------------------------
------------------------------
Apnon ko apne hon ney ka ehsas dilatey rahen warna waqt aap ke apnon ko aap ke banajeena sikha day ga. HAZRAT ALI (R.A)
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
------------------------------
Mujhe afsos iss baat par hota hai ke insaan Ashraf almkhloqat haipِhr bhi insanon ke jaagne se pehlay parinday jaag jatay hain. HAZRAT ALI (R.A)
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
------------------------------
Duniya tumhe is waqt tak nahi hara saktijab tak tum khud se na haar jao. HAZRAT ALI (R.A)
------------------------------
Hathyaaron se jung to jeeti ja sakti hai magar dil nahi dil to kirdaar se jeetay jatay hain. HAZRAT ALI (R.A)
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
------------------------------
------------------------------
Zindagi ki asal khoubsurti yeh nahi ke tum kitney khush hobalkay zindagi ki asal khoubsurti to yeh hai kedosray tum se kitna khush hain.HAZRAT ALI (R.A)
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
------------------------------
Kainaat ki sab se mehngi cheez ehsas hai jo duniya ke har insaan ke paas nahi hota.HAZRAT ALI (R.A)
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
------------------------------
Mukhlis dost ke andar itna pyar chhupa hota haijaisay beej ke andar darakht.HAZRAT ALI (R.A)
------------------------------
------------------------------
Do batin saari zindagi kaam ayen giaik ghusse ki haalat mein koi faisla na karnado khushi ki haalat mein koi wada ne karna.HAZRAT ALI (R.A)
---------------------------
Sunehray Alfaaz ll Quotes ll Quotes of Hazrat Ali ll Quotes About Life ll Quotes About Love
Inspirational Quotes ll Motivational Quotes ll Best Quotes ll Quotation ll Friendship Quotes
Quran ll Islam ll Sunehray Alfaaz.
إرسال تعليق