Log Tumhari Aqal Se Tumhari Shakhsiyat Ka Wazan Karte Hain
Jiski umeedein Allah ke sath hon woh kabhi nakaam nahi hota ,nakaam woh hota hai jiski umeedein duniya walon se wabasta hon .Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
Log tumhari aqal se tumhari shakhsiyat ka wazan karte hain ,lehaza tum apni aqal ka wazan apne ilam se brhaon.Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
----------------------
----------------------
Kanjoos shakhs kitna bad naseeb hai ke, duniya mein faqeero kizindagi guzarta hai, aur qayamat mein ameeron jaisa hisaab day ga.Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
Is ko dost mat banao jo kisi mehfal mein aap kosharminda karen, khuwa woh mazaq hi kyun na kar raha ho.Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
Agar tum se koi naraz hai! aur is ko yeh ghuroor hai ke tum hiusay manao ge to! tum is ke ghuroor ko totnay mat do !Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
Shak ko apne opar ghalib mat anay do, warna tumheduniya mein koi hamdard nahi mil sakay ga.Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
----------------------
----------------------
Jis insaan ko gussa ziyada aata hai, woh insaan pyar bhiitna hi ziyada karta hai, aur itna hi saaf dil rakhta hai.Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
kisi insaan ki qeemat ka miyaar kya ho sakta hai? jitna is shakhsmain ahsassay zimaydari ho ga woh itna hi qeemti ho ga.Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
Parindah apne paow aur insaan apni zuban ki wajah sejaal mein phnsta hai, guftagu mein narmi ikhtiyar karokyun ke lehjey ka assar alfaaz se ziyada hota hai.Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
----------------------
----------------------
Insaan ke ansoo is waqt muqaddas hotay hain, jab woh kisi aur kedukh aur takleef ko mehsoos kar ke nikleen.Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
إرسال تعليق