Motivational Speaker Zig Ziglar Quotes In Urdu
Aap ke mun se jo nikalta hai mein samajh jata hon ke aap ke dimagh mein kya jata hai.~ Zig Ziglar Quotes ~
Aap hamwar pahar par nahi charh satke.~ Zig Ziglar Quotes ~
Zindagi mein ziyada tar pareshani dowajohaat ki wajah se ati hai1-sochay samjhay baghair action lena2- baghair action ke sochte rehna~ Zig Ziglar Quotes ~
Agar aap apni zindagi ke halaat sekhush nahi hai. to is ke baray mein fikar mandhonay ke bajaye kaam karen.~ Zig Ziglar Quotes ~
------------------------------
------------------------------
Jab aap kisi shakhs ko baghair muskurahat ke dekhte hain,to usse apni aik hansi den. yeh aik behtareen neki hai.~ Zig Ziglar Quotes ~
Jab rakawaten ajay to aap apne maqsad tak pounchane ke liye apni simt tabdeel karen apna faisla nahi.~ Zig Ziglar Quotes ~
Jab aap aik maslay par tawajah dete hai to ap mazeed masail mein phas jatay hain. agar aap maslo ke hal par tawajah den, to aap ko bohat saaray hal karne ke mawaqay mil jatay hain~ Zig Ziglar Quotes ~
Nai maloomat se aap naye ( ideas ) haasil kar satke hain~ Zig Ziglar Quotes ~
Agar aap thora sa aur agay jayo ge toaap ko trafic kabhi jim nahi miley ga.~ Zig Ziglar Quotes ~
------------------------------
------------------------------
Apne din ko mausam ke hisaab se parakhna nahi chahiye.~ Zig Ziglar Quotes ~
Agar aap ki zindagi ka safar araam se nahi guzar raha jitna aap chahtay hain to sarak par ilzaam tarashi, is ka jawab nahi banta.~ Zig Ziglar Quotes ~
Musbet soch se aap bohat kuch haasil kar satke ho aur manfi soch se insan bohat kuch kho deta hai.~ Zig Ziglar Quotes ~
Yaad rakhen, aap jo kehte hain woh aap ke paas wapas ajata hai.~ Zig Ziglar Quotes ~
Agar hum shuru nahi karte to, yeh yakeeni hai ke hum nahi pahonch satke.~ Zig Ziglar Quotes ~
------------------------------
------------------------------
Bohat saray log mulazmat ( job ) mlitay hi kuch bara karne ke baray mein sochna chore daitay hain.~ Zig Ziglar Quotes ~
Ghalat simt jana masla hai waqt ki kami masla nahi hai. hum sab ke paas rozana chobees ghantay hotay hain.~ Zig Ziglar Quotes ~
Kal guzashta raat khatam hwa aaj ka din bilkul naya din hai.~ Zig Ziglar Quotes ~
Agar aap ki ghari sirf chaar minute pechay hai to yeh aap ke liye kuch bhi nahi hai. jab tak aap ka boss aap ko yeh warning nah den. ke agar aap aik minute bhi der se phir aaye... to aap ko nikaal diya jaaiga. phir aap ko andaza hoga ke chaar minute kitney ahem hain.~ Zig Ziglar Quotes ~
------------------------------
------------------------------
Apni kamzoriyon ko dekhnay ki koshish karen aur usay apni taaqat mein tabdeel karen yeh kamyabi hai.~ Zig Ziglar Quotes ~
Aap ki zindagi mein kuch bhi ho jaye aap ne do ahem cheezo ka sath kabhi nahi chhorna aik umeed aur dosra yaqeen.~ Zig Ziglar Quotes ~
Log aksar kehte hain ke ( motivation ) ziyada der tak qaim nahi rehti. yeh bilkul nahanay ki terhan hai. isi wajah se hum usay rozana tajweez karte hain.~ Zig Ziglar Quotes ~
Agar aap kam se kam thankhowa par kaam kar rahay hai to aap das laakh dollar kamanay ka khawab nahi dekh satke.~ Zig Ziglar Quotes ~
Agar aap ke samnay koi masla hai aap kam az kam aik ghanta is par musalsal sochte hain yeh yaqeen se kehta hon hazaron hal aap ke zehen mein aajay ge.~ Zig Ziglar Quotes ~
Ziyada tar log jo apne khawab mein nakaam ho jatay hain woh qabliyat ki kami se nahi, balkay mustaqil mizaji ki kami se nakaam hotay hain.~ Zig Ziglar Quotes ~
------------------------------
------------------------------
Agar aap apni pehli ghalti se nahi sekhtay to dosra mauqa milnay ka koi faida nahi hai.~ Zig Ziglar Quotes ~
Ek saaf inkaar jaali waday se behtar hota hai.~ Zig Ziglar Quotes ~
Agar aap khud ko aik ( winner ) ki hesiyat se nahi dekhte to aap kabhi winner ki hesiyat se karkardagi ka muzahira nahi kar satke.~ Zig Ziglar Quotes ~
Khuda kabhi bhi aik bara darwaaza khole baghair dosra darwaza band nahi karta. wohi raho jahan pay ho. yeh woh waqt hota hai, jab aap kamyabi ke qareeb hotay hain.~ Zig Ziglar Quotes ~
إرسال تعليق