Jab Insaan Ki Aqal Mukammal Ho Jati Hai l Hazrat Ali Quotes in Urdu l Quotes of Hazrat Ali Sayings

Quotes of Hazrat Ali Sayings


hazrat ali quotes in urdu
Zindagi mein chahay kitni bhi khusihyan ho hamaray paaslekin hum tab tak khush nahi ho satke,jab tak hamaray sath woh nahi,jis ke sath hum khush hona chahtay hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali quotes

--------------------
100 doston se woh ik dushmanacha hai jo dil mein nafrat torakhta hai lekin munafqat nahi.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali death

--------------------
--------------------
Ibadat aisi karo jis se rooh ko maza ae
kyun ke jo ibadat duniya main maza na day ,
woh akhirat mein kya jaza day gi.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali ke call

--------------------
Maffi maangna ?
yeh zahir nahi karta ke aap ghalat avrdosra sahih hai .
balkay yeh zahir karta hai ke aap ke rishte ki ahmiyat
aap ki anaa se barh kar hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali sons

--------------------
Jab mein dastarkhawan par do rang ke
khanay daikhta hon to laraz jata hon !
ke aaj pِhr kisi ka haq mara gaya hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali ka farman

--------------------
Apne din ka aaghaz sadqa dainay se karo ,
is din tumhari koi dua radd ni hoo gi
aur achi baat batana bhi sadqa hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali wives

--------------------
--------------------
Achay waqt se ziyada acha dost
Aziz rakho kyun ke acha dost
buray waqt ko bhi acha bana deta hai. 
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali k aqwal

--------------------
Agar rizaq aqal Danish se milta
to janwar aur bewaqoof zindah hi na rehtay.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali age

--------------------
Jab insaan ki aqal mukammal ho jati hai
to is ki guftagu mukhtasir ho jati hai.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali asghar

--------------------
--------------------
Mohtaji aur ghurbat chay cheezon se aati hai .
1 : jaldi jaldi namaz parhnay se
2 : kharray ho kar pani peenay se
3 : mun se chairag bujhanay se
4 : aasteen ya daman se mun saaf karne se
5 : danoton se naakhun tornay se
6 : Fajar ki namaz ke baad foran sonay se.
Hazrat Ali (R.A) حضرت علیؓ
hazrat ali aqwal zareen

----------------------



Sunehray Alfaaz ll Quotes ll Quotes of Hazrat Ali ll Quotes About Life ll Quotes About Love
 Inspirational Quotes ll Motivational Quotes ll Best Quotes ll Quotation ll Friendship Quotes
Quran ll Islam ll Sunehray Alfaaz.

Post a Comment

أحدث أقدم

ads