Agar zindagi itni hi achi hoti tokoi bhi duniya mein rotay hue nah aata .Sheikh Saadi
Mere paas waqt nahi hai un logon se nafrat karne kajo mujh se nafrat karte hain kyunkay mein masroof rehta hon houn logon mein jo mujh se mohabbat karte hain .Sheikh Saadi
Achi aadat ki maalik naik aur paarsa auratkisi faqeer ke ghar mein bhi ho to usay badshah bana deti hai .Sheikh Saadi
Taajub hai Allah apni itni saari makhlooq mein se mujhe nahi bhooltaaur mera to aik hi Allah hai mein usay bhool jata hon .Sheikh Saadi
Agar chahtay ho ke tumhara naam baqi rahayto apne bachon ko achay ikhlaq seekhao.Sheikh Saadi
Agar chiryon mein itehaad ho jayeto woh sher ki khaal utaar sakti hain .Sheikh Saadi
Dushman se hamesha bachcho aur dost se is waqtjab woh tumhari tareef karne lagey.Sheikh Saadi
Apne se achay ko talaash karapne jaisay ke sath to Umar zaya kere ga.Sheikh Saadi
Badshahon ko wohi naseehat karsakta haijis ko na sar ka khauf ho na zar ki tamanna.Sheikh Saadi
Insaan khaak se bana hai, agar is mein khaksari nahito is ka hona na hona barabar hai.Sheikh Saadi
Jo shakhs bachpan mein tameez nahi saktabara ho kar bhi nahi sakta.Sheikh Saadi
Ikhtilafat par sabar karna aurdoosron ko bardasht karna hi ikhlaq hai .Sheikh Saadi
Aadmi ke jhoota hone ke liye itna hi kaafi hai kewoh har suni sunai baat par yaqeen kar le .Sheikh Saadi
-----------------------------------------------------------
These quotes by Sheikh Saadi are very inspirational I have also read the Hafiz Shirazi quotes and they were also very inspirational.
ردحذفthank you
حذفدنیا میں عزت تلاش کروگے تو وفا بھی مل جائے گی
ردحذفبے وفائی وہاں سے ہی ملتی ہے جو عزت نہ کر سکے
M.Hamza Idrees
Please sir publish it now and 📬 mail me
you can mail us: qaiseru4@gmail.com
حذفmust read makafat e amal quotes
ردحذفإرسال تعليق