Albert Einstein Quotes
kamyaab insaan bannay ki koshish nah karen balkayusoolon ke haamil shakhs bannay ki koshish karen.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
____________________
Azeem roohon ko hamesha mamooli soch walay logon kipur-tashaddud mukhalfat ka saamna karna para hai.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
____________________
Mujhay ya tu malom ni kay tesari Aallami jangkin hathyaro say lary jay gi, lekin mujhayyaqeen hai kay insan chothi Aallami jaglatheyo or pathro say lare ga.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
____________________
Jab aap kisi achi larki ke sath baithy hotay hain to,aik ghanta aik second ki terhan lagta hai.jab aap dehktay angare par baithy hon to,aik second aik ghanta ki terhan mehsoos hota hai.yeh nisbat hai.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
____________________
Mein khush rehta ho kyun kemein kisi se umeed nahi rakhta.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
Agar bani noo insaan nay zindah rehna hai tohamein bilkul nai soch ki zaroorat hogi.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
____________________
Jis shakhs ne kabhi ghalti nahi ki is nekabhi bhi koi nai cheez aazmai nahi.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
____________________
Hum apni mushkilaat ko is soch ke sathkabhi khatam nahi kar saktay jis soch kiwajah se un mushkilaat naay janam liya.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
____________________
Mein kabhi mustaqbil ke baray mein nahi sochtakyun ke woh foran hi ajata hai.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
____________________
Taleem haqayiq ko seekhnay ka naam nahi haibalkay yeh dimagh ko sochnay ke qabilbananay ke liye aik tarteeb ka naam hai.~ Albert Einstein अल्बर्ट आइन्स्टीन ~
must read makafat e amal quotes
ردحذفإرسال تعليق