Allama Iqbal poetry
Musalmanoon ke liye jaye panah sirf quran hai.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
Quran kareem ka sirf mutalea hi nah kya karobalkay is ko samajhney ki koshish karo.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
ilm ki justojoo jis rang mein bhiki jaye ibadat ki aik shakal hai.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
aik sochnay walay zindah insaan ke khayalatmein tabdeeli hoti rehti hai.nahi badalta to pathar nahi badalta.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
Museebat aik atiyah khuda wandi hai,taakay insaan poori zindagi ka mushahida kar len.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
Apne kirdaar par daal ke parda Iqbalhar shakhs keh raha hai zamana kharab hai.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
Tareekh aik terhan ka Zagheem gramophone haijis mein qomon ki sadayen mehfooz hain.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
insaan ki rooh ki asal kefiyatgham hai khushi aik earzi shai hai.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
zindagi ka raaz yahi hai ke jahan raho,jis haalat mein raho,khush raho mutmaen raho.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
Faqar ki pehli manzil kasb e halal hai.noor imaan bhi kasb e halalhi se peda hota hai.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
kaam meri nazar mein aisay hi muqaddas haijaisay ibadat.~ Allama Iqbal علامہ اقبال ~
--------------------
Nice great work really enjoy this content. this is really good post
ردحذفEnjoy,
It's very good poetry, keep doing it,
Dr. Allama Iqbal Quotes-2021
Wasi Shah Ghazal & Poetry
romantic-love-quotes
Top poetry
urdu-quotes-2021
یہ اشعار شیئر کرنے کا بہت شکریہ۔ عمہد ترجمہ نگاری کی ہے۔
ردحذفعلامہ اقبال
کے متعدد مشکل اشعار کا ترجمہ درکار ہے۔
إرسال تعليق