Hazrat Ali R.A ki Peyari Batein | Hazrat Ali r.a Quotes About Friendship l Hazrat Ali k kol Part 1

Hazrat Ali R.A ki Peyari Batein | Hazrat Ali r.a Quotes About Friendship


hazrat ali quotes in urdu

hazrat ali quotes in urdu

Sachey dost khushi ki haalat mein zenat aur taklef ke waqt Muawin-o-madadgar hotay hain.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Jo shakhs apne dost se bigarta hai, woh apne doston ke shumaar ko ghata-ta hai.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Tera dost woh hai jo tujhe buray kamon se htaye aur tera dushman woh hai jo tujhe buray amal par uthaiye.

~ Hazrat Ali Quotes ~


hazrat ali quotes in urdu

Jis ki mohabbat aur dosti mein khulos paya jaye, us ke tamam naz bardasht ho satke hain.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Tamam logon mein tera sab se mohsin woh fard hai jis ne tairay mamlat mein khob goro fikar kar ke umdah raye batlai ho.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Sharefon ki adawat kaminiye ki dosti se achi hai.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Sacha dost woh hai jo ghayebana tor par teri khawahi kere.

~ Hazrat Ali Quotes ~



hazrat ali quotes in urdu

Buray sathi se tanhai achi hai.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Tamam rishton mein sab se jald totnay wala rishta buray logon ki dosti hai.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Agar koi shakhs dosti ke ahal nah miley to

kisi na-ahal se dosti mat kar.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Nadaan ka dost hamesha takleef mein rehta hai.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Dosti ikhtiyar karo lekin apni abaroo hath se nah jane do.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Aqal jahan mein nihayat pyari dost hoti hai.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Dosti nihayat qareeb ka rishta aur burdbaari bari mardangi hai.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Us shakhs ki dosti par aitbar nah kar jo apne iqraar ko poora nah karta ho.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Sab se bora dost woh hai, jis ke liye to takalouf kere.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Aik dosray ki khabar giree ke barabar dosti aur bhai bandi ka koi Muhafiz nahi.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Kisi ke sath dosti karne se pehlay us ki azmaish aur imthehan kar le.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Un cheharon par phatkaar hai jo sirf burai ke waqt dikhayi dete hain.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Sacha dost aik mawafiq insaan hai ke doo qalb aur ek jaan hai.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Jo admi apnon ko haqeer samjhta hai, dushman usay kuchal dete hain.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Jis aadmi ka deen theek nah ho, deen daar log is ki dosti ka rashk nahi karte.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Apne dost ki tazeem kar aur apne ehad-o-paiman ko mehfoz rakh.

~ Hazrat Ali Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu

Dost woh hai jo zulm aur zayadati karne se mana kere aur ahsan aur neki karne par Moueen-o-madadgar ho.

~ Hazrat Ali Quotes ~




Hazrat Luqman Hakeem Ki 15 Naseehatain

Post a Comment

أحدث أقدم

ads