Top 40 Hazrat Ali (R.A) Quotes in Urdu

 Top 40 Hazrat Ali (R.A) Quotes in Urdu


hazrat ali quotes in urdu
Masaib ka muqabla saber se aur nematon ki hifazat shukar se karo.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Ziyada mazaaq karne se admi ki izat chali jati hai
aur logon se dushmani peda ho jati hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi dosray logon ke aib ki talash mein rehta hai
Allah taala uskay aib zahir kar deta hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Sab se pehli ibadat yeh hai ke insaan musibat mein sabr kar ke
Allah taala ki taraf se madad ka muntazir rahay.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~

hazrat ali quotes in urdu
Qareebi rishta daron ki adawat bichho ke dsne se ziyada dard pohanchati hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo aadmi sabr akhtya krta hai woh kamyabi pata hai
jo jald baazi karta hai woh thokar khata hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi logon ke halaat dekh kar Ibrat Pazeer nahi hota Allah taala
is ke halaat se aur logon ko Ibrat dilaata hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi ghaflat mein rehta hai woh jahalat mein para rehta hai
aur jo jahalat mein para rehta hai woh becar rehta hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~


hazrat ali quotes in urdu
Apne aiybon par nazar rakh aur apne bhai ke aib chhupa
taakay to be parda nah ho jaye.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Nasehat dosray ke haal par ghor karne se hasil hoti hai
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Kaam karne se pehlay soch liya kar takay tumahray kaam mein koi admi aib nah nikalay.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Aqal mand woh hai jo apni zabaan ko ghebat se bachaye
aur momin woh jis ka dil shak se pak ho.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi Allah tala ki bargaah mein izat pa laita hai usay koi
ghalib se ghalib bhi zaleelu ruswa nahi kar sakta .
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Admi ki izat maal se, buzurgi deen se aur murawat husn Khalq se hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo aadmi apni qader ap nahi janta to koi dosra admi bhi uski qader nahi pehchanta.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo qanat aur sabr ikhtiyar karta hai woh ghani hota hai
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jab tumahray dil mein kisi ke liye nafrat peda honay lagey
to foran is ki achaiyon ko yaad karne lagu.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi apni saltanat aur hukomat mein zulm karta hai
log uss ke halaak honay ki duayen karte hain.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Duniya daron ki sohbat se parhaiz kar, kyun kay agar tangdast ho ga to tujhe haqeer samjhain ge aur agar ziyada maal daar ho ga to tujh se hasad karen ge.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Sula rehmi karne se bohat si naematain millti hain aur qata rehmi se
terhan terhan ki takaleef aur azaab atay hain.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi apna raaz mehfooz nahi rakh pata woh dosrn ka koi raaz
kis terhan mehfooz rakh sakta hai
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Yaad ellahi se dil mein noor peda hota hai
aur is ki rehmat nazil hoti hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi Allah tala ke samnay apni ajzi zahir karta hai to duniya daron ki onche gardanein is ke samnay zaleel aur pust ho jati hain.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Gala ghatney se pehlay saans le lo aur mout ke hanknay ki takleef se pehlay Allah talla ke hukum maan-ne walay ho jayo.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jab acha kaam dekho to is ki pairwi karo aur jab
bura kaam dekho to is se daur ho jayo.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi Allah talla ko yaad karta hai Allah talla is ki aqal mein
roshni aur noor peda kar deta hai
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Ek saat ki zillat tamam Umar ki izat ko barbad kar deti hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Allah tala ki farmabardari sab afton se bachney ki dhaal hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Duniya se itna tosha aur samaan tayyar kar lo ke
kal qayamat ke din apni jaan ko bacha sako.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo admi haram kamon se bchta hai woh jannat ko pa laita hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Mout ke anay se pehlay amaal Saleha kamanay mein jaldi kro.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jo gunaho se bacha rehta hai is ka boojh halka rehta hai aur
Allah taala ki bargaah main uski qader barh jati hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
ilm ko bayan karne walay to bohat hain magar is par amal
karne walay thoray.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Apne amal ke wazan ko khairat se bhaari kro
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Neki karne wala neki se acha aur buraie karne wala
buraie se bura hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Sacha dost woh hai jo ghayebana tor par teri kher khawahi kere.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Sachai imaan ka nihayat mazbot suton hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Agar tera ghulam Allah talla ki nafarmani kere to usay saza day
aur agar tera hukum nah manay to is se dar-guzar kar.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Aay momin, jab tak to nuqsaan se taraqi nah krea tab tak kamal ko kabhi hasil nahi kar sakta.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Teen qisam ke insan teen cheezon se mahroom rahenge
Ghusse wala durust faislay se
Jhoota izzat se
Jald baz kamyabi se
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~
hazrat ali quotes in urdu
Jannat ki nematon se wohi faida uthaye ga
jo duniya ke masaib par sabr karta hai.
~ Hazrat Ali R.A Quotes ~

Teen Qisam kay Insan / Hazrat Ali Quotes in urdu


1 تعليقات

إرسال تعليق

أحدث أقدم

ads