SUQRAAT KI AZEEM BAATAIN IN URDU

 SUQRAAT KI AZEEM BAATAIN IN URDU


socrates quotes in urdu
Agr is duniya mein aurat nah ho to mard bella riyazat walii ban jaye
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Agar tum woh haasil nah kar sakay jo tum chahtay ho to, tum takleef mai raho gai. agar tum haasil kar lo jo tum nahi chahtay tu tum takleef mein raho ge. hatta ke tum wohi haasil kar lo jo tum chahtay ho tab bhi tum takleef mein raho ge. kyunkay tum usay hamesha apne paas nahi rakh satke.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Dil ki hazaar ankhen hoti hain magar woh mehboob ke aaybon ko nahi dekh sakten.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Khushi ka raaz woh nahi jo tum dekhte ho khushi ziyada hasil karne mein nahi balkay kam mein lutaf andoz honay mein hai.
~ Socrates Quotes ~

socrates quotes in urdu
Aurat se ziyada fitnah-o-fasaad wali aur koi cheez nahi hai. woh zahreela darakht hai ke bzahir bohat khobsorat maloom hota hai lekin agar is ko chirya khalyti hai to woh mar jati hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Agar mard ko aankh farz kar liya jaye to aurat is ki benaye hai
aur agar mard ko phool samjha jaye to aurat is ki khushbu hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Dosti ki shereeni ko aik dafaa ki ranjish ki yaad
hamesha zeher alood karti rehti hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu

khobi aur neki doulat se nahi peda hoti balkay doulat khoobi aur neki se wujood mein aati hai. fatah taqat ki nahi balkay sadaqat ki hoti hai.

~ Socrates Quotes ~



socrates quotes in urdu

Har nakami ke daman mein kamyabi ke phool hwa karte hain.

Magar shart yeh hai ke hum kanton mein ulajh kar nah reh jayen.

~ Socrates Quotes ~

socrates quotes in urdu

Jo log sab se ziyada mashhor hain wohi sab se ziyada be waqoof hain aur jo log Muaziz nahi hain woh dar haqeqat un se ziyada behtar aur ziyada Danish mand hain.

~ Socrates Quotes ~

socrates quotes in urdu

Aala zindagi ki chaar nishanain hain naik guftaar, naik kirdaar,

naik niyat aur naik sohbat hona.

~ Socrates Quotes ~

socrates quotes in urdu
Har zamane mein mausam bahar mojood rehta hai yani insaan har waqt aur har umar mein ilm-o-huner hasil kr sktahe.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Jab insaan kisi ke sath kisi terhan ki neki nah kar sakay
to is ki buraiyon hi se usay mutala karta rahay.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Apna waqt dosron ki tahreron ke mutalay se apni Liaqat badhaane mein sirf karo is terhan tumhe woh cheeze ba aasani haasil ho jayen gi jis ke husool ke liye dosron ko mehnat shaqeh uthana pari.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Achi baat khuwa kahin se bhi miley pallay baandha lo, kyunkay jab kisi moti ki qeemat maloom ki jati hai to koi yeh nahi daikhta ke usay samandar teh se panay wala kon hain.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Kitni hi aisi cheeze hai jin ke baghair insaan ka guzara ho sakta hai
lekin phir bhi is ko haasil krna lazmi rkhahe.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Jis cheez ki zarorat nahi is ki justojoo mat karo aur jis cheez ka ilm nahi is ke mutaliq baat nah karo.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Jis cheez ka ilm nahi is ko mat keh, jis cheez ki zaroorat nahi is ki justojoo nah kar. jo rasta maloom nahi is mein safar mat kar.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Agar koi insan apne doulat par bohat fakhr karta hai to aap tab tak is ki tareef mat karna jab tak aap ko yeh pata nah chal jaye ke woh paisa kahan se araha hai aur kharcha kidhar ho raha hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Musebatein aur bemariyan itni khatarnaak nahi hoti jitni ke buzdali aur kam himmati ki wajah se nazar aati hain.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Aurton ke mashwaron par kabhi amal nah karo tamam afaat se mehfooz raho ge.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Kisi admi ko us waqt tak na khush mat kaho jab tak woh shadi nah kere.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Aurat ko agar woh sab kuch diya jaye. jo mard ko haasil hai
to aurat mar say aala maqam haasil kar sakti hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Har soorat mein shadi karna agr achi biwi mil gayi to hamesha khush raho ge aur agar biwi achi nah mili to tum aik flasfer ban jao ge.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Dosti ki shereni ko aik dafa ki ranjish ki yaad
hamesha ke liye zeher alood kar deti hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Dosti wahein taraqi kar sakti hai jahan fariqain ke doulat-o-Iqbal mein musharkat, khayalat mein mutabqat aur halaat mein muwafiqat ho.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Aurat khud hi ek fitnah hai aur is ka likhna parhna sakht tareen fitnah hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Mein bhi jahil hon aur mere ird gird rehne walay bhi jaahil hain. magar farq yeh hai ke mein apni haalat ko jaanta hon aur woh nahi jantay.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu

socrates quotes in urdu
Agar insan yeh samajh le ke koi cheez mustaqil nahi hai phir nah to woh achi qismat par ziyada khush ho ga aur nah hi apni buri qismat par ghumzda hoga.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Naik khoo hona tamam hikmat ka khulasa hai. is se aman aur salamti hasil hoti hai aur doosron ke dil mein mohabbat peda hoti hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Naik baat ke tasleem karne mein sirf is khayaal se ke usay kehnay valaayk haqeer admi hai, sharam nahi karni chahiye.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Buray kamon par izhar nedamat nah karna aik aur burai hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Mein is liye ranjida nahi hota ke mere paas aisi koi cheez hi nahi
jis ke talaf honay ka mujhe gham ho.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Jo shakhs khud apne opar hukomat karna nahi janta. yaad rahay
ke woh hamesha dosron ka ghulam rahay ga.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Sawal ka samajh ajana adha jawab hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Hamara dimagh hi sab kuch hai jo tum sochte ho wohi tum bano ge.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Paisay se hasil ki jane wali taleem asal mein taleem nahi?
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Sab se meharbani se milo kyun kay har shakhs apni zindagi mein
kisi jung mein masrof hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Mein kisi ko kuch bhi nahi sikha sakta mein sirf logon ko sochnay prmjbor karta hon.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Mein is waqt dnyaka sab se aqalmand admi hon,
kyun kay mein janta hon ke mein kuch nahi jaanta.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
ilm ko doulat par foqiat do, kyun kay doulat earzi hai
ilm daimi hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Zulm karna zulm sehney se badarja behtar hai.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
khoubsurti ko ziyada waqt tak saraha nahi jata.
~ Socrates Quotes ~
socrates quotes in urdu
Fazeelat, Maarfat ( ilm ) ke ilawa kisi dosri cheez ka naam nahi.
adalat, hadayat ka maqam nahi saza ki jagah hai.
~ Socrates Quotes ~

Post a Comment

أحدث أقدم

ads