Jim Rohn Quotes in Urdu | Best Motivational Urdu Quotations | Inspirational Urdu Quotes

Jim Rohn Quotes in Urdu | Best Motivational Urdu Quotations

jim rohn quotes in urdu
Jab tak khud ko tabdeel nahi karogay tab tak kuch bhi nia haat nahi aaye ga.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Aap un paanch logon ka nichor hotay ho jin ke sath ziyada waqt guzartay ho.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Mayoos honay ki bajaye par sukoon hona sikho!
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Amdani thankhowa se behtar hai thankhowa ke saharay sirf tum apni zindagi guzaar satke ho jab ke amdani tumhari qismat badal day gi.
~ Jim Rohn Quotes ~

jim rohn quotes in urdu
kaam ki asani nahi balkay apni behtari ki tamana karo. mushkilo se ghabranay ke bajaye mazeed hunar sikho. masail ke khatmay nahi, aqal mein izafay ki khwahish rakho.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Aam si cheezon ko bhi behtar andaaz sey karnay main shauq aur khushi maehsus.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Waqt paisay se ziyada qeemti hai tum aur paisay tu hasil kar satke ho lekin avroqt nahi.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Kabhi bhi asan cheeze nah parho isay se to tum lutaf andoz
ho satke ho lekin kamyab nahi.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Agar tumhe koi cheez achi na lagey to usay badal do tum koi darakht to nahi ho ke hamesha aik hi jagah pay rahoge.
~ Jim Rohn Quotes ~


jim rohn quotes in urdu
khana khata ho jaye koi baat nahi lekin kitaben parhna, kabhi nahi.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Agar tum apni zindagi ke faislay khud nahi karo ge to imkanat hai. koi aur aap ke faislay karega.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Agar tum waqai mein kuch karna chahtay hoto aap koi rasta zaror nikal lo ge lekin agar aap sanjeda nahi ho to hamesha bahanay talash karogay.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Udasi ko daur karne ke liye apne gird hum jo divaren banatay hain
wohi divaren hamari khoshion ko bhi hum se daur rakhti hain.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Taleem sirf parhnay ki had tak nah rakho usay amal karne ka zareya banaye.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
kamyabi kuch bhi nahi hai magar chand sada chezon ko dohrate rehna.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
kitabi taleem aap ko rozgar day gi, khudi ka ilm aap ki qismat sanwaar day ga.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Mein apni nakami ka ilzam doosri cheez par dalta raha phir mujhe ehsas hwa. masla mere apne andar tha.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Agar aaj chand cheezon ke liye mukhlis ho jao gai to aik din zaroor bohat si cheezon ke maalik ban jao gai.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Ghareb log apna mal kharch kar dete hain aur jo bchta hai usay mehfooz kar letay hain. mgr aamir tabqa maal jama karta rehta hai aur bachi hui cheeze kharch karta hai.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Raat o raat manzil ko to nahi badla ja sakta magar zawiye aur soch ko badla ja sakta hai.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Kamyab log woh kaam karte hain jo nakam log nahi krpate!
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Maqsad ki takmeel mein agar aap taizi nahi dikhata
to us ka jazbah manind par jata hai.
~ Jim Rohn Quotes ~
jim rohn quotes in urdu
Dinon ki bohat qadro qeemat hoti hai. agar aik din guzar jaye to is ka matlab hai apke paas aik din kam ho gaya. is liye har aik din ko soch samajh kar guzaraian.
~ Jim Rohn Quotes ~


Top 15 Molana Jalal Uddin Rumi Quotes

Post a Comment

أحدث أقدم

ads