50 Positive Quotes About Change in urdu

50 Positive Quotes About Change in urdu

kisi achay insaan ka bura sulooq dimagh par bura assar dalta hai
Quotes About Change in Life
अच्छे व्यक्ति के बुरे व्यवहार का मन पर बुरा प्रभाव पड़ता है

Hum doosron ke liye tabhi bebas hotay hain jab hum khud ke liye kuch nahi kar satke.
Quotes About Change in Life
हम दूसरों के लिए तभी असहाय होते हैं जब हम अपने लिए कुछ नहीं कर पाते।

Zindagi ki sab se barri khushi apne farz ki adaigi kaa hsas hai.
Quotes About Change in Life
जीवन में सबसे बड़ा आनंद अपने कर्तव्य को पूरा करने की भावना है।

Khwahish poori honay ke baad har cheez apni dilchaspi kho deti hai.
Quotes About Change in Life
इच्छा पूरी होने पर हर चीज में रुचि खत्म हो जाती है।
-----------------
-----------------
Haath ki choti ungli mein thora sa dard hamein lakhoon ki tabahi se ziyada pareshan karta
Quotes About Change in Life
हाथ की छोटी उंगली का थोड़ा सा दर्द हमें लाखों लोगों की बर्बादी से भी ज्यादा परेशान करता है।
You will also enjoy our article on Deep Quotes In Urdu About Life

Aap hukum day kar apni baat Manwa satke hain lekin kisi ko apna ehtram karne par majboor nahi kar satke.
Quotes About Change in Life
आप हुक्म चला सकते हैं लेकिन आप किसी को आपका सम्मान करने के लिए मजबूर नहीं कर सकते।

Mushkil waqt mein dost ki khamoshi dhoka dainay ke barabar hai.
Quotes About Change in Life
मुश्किल वक्त में दोस्त का चुप रहना धोखे के समान होता है

Aurton mein haya husn se ziyada assar rakhti hai.
Quotes About Change in Life
महिलाओं में सुंदरता से ज्यादा शील का प्रभाव होता है।

Azeem khayalat par amal kar ke barray barray kaam kiye ja satke hain.
Quotes About Change in Life
महान विचारों पर चलकर महान कार्य किये जा सकते हैं।

-----------------
-----------------
Jo log tanqeed ko sabr se bardasht karte hain aur gussa nahi karte un ko shikast dena mushkil hota hai.
Quotes About Change in Life
जो लोग आलोचना को धैर्यपूर्वक लेते हैं और क्रोधित नहीं होते, उन्हें हराना कठिन होता है।

Onche aawaz mein baat nah karen. aik wazeh aur naram aawaz mein bohat taaqat hoti hai.
Quotes About Change in Life
ऊंची आवाज में बात न करें. स्पष्ट और मधुर आवाज में बहुत ताकत होती है।
You will also enjoy our article on 21 Inspiring Mahatma Gandhi Quotes

Agar aap kisi qabil qader cheez ka maalik banna chahtay hain to sakht mehnat Karen.
Quotes About Change in Life
यदि आप किसी सार्थक चीज़ का मालिक बनना चाहते हैं, तो कड़ी मेहनत करें।

Apne waqt ko kisi aisay kaam mein lagayen jis se aap ko kabhi pachtaawa nah ho.
Quotes About Change in Life
अपना समय किसी ऐसी चीज़ में निवेश करें जिसका आपको कभी पछतावा न हो

Aik ahmaq insaan se hamesha darna chahiye kyunkay koi bhi yaqeen se nahi keh sakta ke woh chalaak nahi hai.
Quotes About Change in Life
मूर्ख व्यक्ति से सदैव डरना चाहिए क्योंकि कोई भी निश्चित रूप से नहीं कह सकता कि वह चतुर नहीं है।

-----------------
-----------------
Aik imandaar aadmi hamesha sach boltaa hai chahay woh kitna hi takleef da kyun nah ho.
Quotes About Change in Life
एक ईमानदार आदमी हमेशा सच बोलता है चाहे वह कितना भी दुखद क्यों न हो।

Takleef da khayalat ko bhoolnay ke liye zaroori hai ke un tamam rishton se doori ikhtiyar ki jain jo is takleef ki wajah banay.
Quotes About Change in Life
दर्दनाक विचारों को भूलने के लिए जरूरी है कि आप उन सभी रिश्तों से खुद को दूर कर लें जिनकी वजह से यह दर्द हुआ।

Ghuroor tamam buraiyon ki jarr hai. Aik maghror insan zabardasti apni tareef karwa kar khushi mehsoos karta hai.
Quotes About Change in Life
अभिमान सभी बुराइयों की जड़ है. अहंकारी व्यक्ति को अपनी प्रशंसा करवाने में आनंद आता है।
You will also enjoy our article on Most Romantic Love Poetry

Becar baton ko sir par sawaar nah karen aap ki zehni sehat logon ki ray sy khai zaida ahem ha.
Quotes About Change in Life
बातों को दिल पर न लें आपका मानसिक स्वास्थ्य लोगों की सोच से अधिक महत्वपूर्ण है।

Apne dard ko apni taaqat banayen aur khud ko barbaad honay se bachayen.
Quotes About Change in Life
अपने दर्द को अपनी ताकत बनायें और खुद को बर्बाद होने से बचायें।

-----------------
-----------------
kam az kam aik cheez par itni mehnat karen jitni aap kar satke hain aur phir dekhen ke kya hota hai aur khud ko barbaad honay se bachay.
Quotes About Change in Life
कम से कम एक चीज़ पर जितना हो सके उतनी मेहनत करें और फिर देखें क्या होता है और खुद को बर्बाद होने से बचाएं।

Baaz auqaat logon ko nuqsaan apni saadgi ki wajah se uthana parta hai.
Quotes About Change in Life
कभी-कभी लोग अपनी सरलता के कारण कष्ट भोगते हैं।

Hum apni zindagi ka behtareen hissa mustaqbil ko sochnay mein guzaar dete.
Quotes About Change in Life
हम अपने जीवन का सबसे अच्छा हिस्सा भविष्य के बारे में सोचते हुए बिताते हैं।

Tandrost jism, par sukoon dimagh, aur khoshion bhara ghar, yeh aisi cheeze hain jinhein khareeda nahi ja sakta, balkay un ko kamaana parta hai.
Quotes About Change in Life
स्वस्थ शरीर, शांतिपूर्ण मन और खुशहाल घर, ये ऐसी चीजें हैं जिन्हें खरीदा नहीं जा सकता, बल्कि कमाना पड़ता है।
You will also enjoy our article on Baba Mohammad Yahya Khan Quotes

Muskurahat mein aankhon ka muskurana laazmi hai honton ka nahi.
Quotes About Change in Life
मुस्कान में होंठ नहीं आंखें मुस्कुरानी चाहिए।

-----------------
-----------------
kaam karne walay shakhs bano woh shakhs nah bano jo sirf kaam karne ka dikhawa karta ha.
Quotes About Change in Life
ऐसा व्यक्ति बनें जो काम करता है, ऐसा व्यक्ति न बनें जो केवल काम करने का दिखावा करता हो।

Zindagi is waqt tak aasaan hai jab tak koi aap ke baray mein kuch nahi jaanta, yahan tak ke qareebi dost aur khandan bhi nahi.
Quotes About Change in Life
जीवन तब तक आसान है जब तक कोई आपके बारे में कुछ नहीं जानता, यहाँ तक कि करीबी दोस्त और परिवार भी नहीं।

Baaz auqaat sab se ziyada faida kisi cheez ko kho dainay mein hota hai.
Quotes About Change in Life
कभी-कभी सबसे बड़ा लाभ कुछ खोने में होता है।

Achi sohbat ikhtiyar karen warna aapka shomar boron mein hoga.
Quotes About Change in Life
अच्छी संगति करो वरना तुम गिने जाओगे।

-----------------
-----------------
Jis ki zabaan karvi ho woh kabhi meetha nahi boltaa.
Quotes About Change in Life
जिसकी जुबान कड़वी होती है वह कभी मीठा नहीं बोलता।
You will also enjoy our article on 70 Deep & Wise Quotes in Urdu

Aik baat ko baar baar dohranay se is ka assar khatam ho jata hai.
Quotes About Change in Life
किसी बात को बार-बार दोहराने से उसका असर खत्म हो जाता है

Zabaan wahan taiz chalti hai jahan hathon ka istemaal namumkin ho.
Quotes About Change in Life
जहां हाथों का प्रयोग असंभव हो वहां जीभ तेजी से चलती है।

Behas ke douran par sukoon rahen kyunkay lehjey ki sakhti ghalti ko aib aur sachaai ko bad-ikhlaqi bana deti hai.
Quotes About Change in Life
चर्चा के दौरान शांत रहें क्योंकि स्वर की कठोरता गलती को झूठ और सच को अनैतिक बना देती है।

Farigh bethnay se insaan jaldi bemaar hota hai.
Quotes About Change in Life
खाली बैठने से व्यक्ति जल्दी बीमार हो जाता है।

-----------------
-----------------
Mushkilaat har rastay mein hoti hain.
Quotes About Change in Life
कठिनाइयाँ हर जगह हैं.

Aik achi maa senkron shool masters ke barabar hoti hai.
Quotes About Change in Life
एक अच्छी माँ सैकड़ों स्कूल मास्टरों के बराबर होती है।

Usay hamesha shak ki nigah se dekha jata hai jo aik martaba dhoka day.
Quotes About Change in Life
उसे हमेशा संदेह की दृष्टि से देखा जाता है जिसने एक बार धोखा दिया हो 

Agar log aik dosray ke dil ka hal jannay lagen to woh aik dosray se milna bhi pasand nahi karen ge.
Quotes About Change in Life
अगर लोग एक-दूसरे के दिल की बात जानने लगेंगे तो एक-दूसरे से मिलना पसंद नहीं करेंगे

Zindagi ki haqeeqat kya hai? is ka ilm hamein aadhi zindagi guzarnay ke baad hota ha.
Quotes About Change in Life
जीवन की वास्तविकता क्या है? इसके बारे में हमें आधे जीवन के बाद पता चलता है

-----------------
-----------------
Jo sab se ziyada jalta hai woh sab se ziyada chamakta hai.
Quotes About Change in Life
जो सबसे ज्यादा जलता है वह सबसे ज्यादा चमकता है।

Jo log waqt zaya karte hain woh kabhi paisa nahi kama satke
Quotes About Change in Life
जो लोग समय बर्बाद करते हैं वे कभी पैसा नहीं कमा सकते। 

Nakara dimagh nakara jism ki terhan hai, is ko khana khilana zeher khilanay ke barabar hai.
Quotes About Change in Life
निष्क्रिय मन निष्क्रिय शरीर के समान है, इसे खिलाना जहर खिलाने के समान है। 

Salahiyat, hunar aur aetmaad aik aisi cheez hai jisay shikast nahi di ja sakti.
Quotes About Change in Life
योग्यता, प्रतिभा और आत्मविश्वास एक ऐसी चीज़ है जिसे हराया नहीं जा सकता

Jab achay log mojud hon tab ghar bhi acha hota hai.
Quotes About Change in Life
घर तब अच्छा होता है जब वहां अच्छे लोग हों

-----------------
-----------------
Larai ke waqt logon ki khamion ka pata chalta hai
Quotes About Change in Life
लड़ाई के दौरान लोगों की खामियां सामने आ जाती हैं.

Gheebat tab hi ho sakti hai jab suneney wala mojood ho
Quotes About Change in Life
चुगली तभी हो सकती है जब सुनने वाला मौजूद हो

Hansna sikho warna saari zindagi rotay raho ge
Quotes About Change in Life
हंसना सीखो वरना जिंदगी भर रोते रहोगे

Doosron ki kamyabi se hasad nah karen. yeh aap ki kamzoree ko zahir karta.
Quotes About Change in Life
दूसरों की सफलता से ईर्ष्या न करें. यह आपकी कमजोरी को दर्शाता है

-----------------
-----------------
Jo tohfa apni hesiyat se barh kar diya jy wo tohfa boojh hota hai
Quotes About Change in Life
जो उपहार अपनी हैसियत से बढ़कर हो, वह बोझ है

Zawaal sab se pehlay insaan ka ghuroor torta hai.
Quotes About Change in Life
पतन सबसे पहले मनुष्य का अहंकार तोड़ता है।
You will also enjoy our article on Allama Iqbal Best Poetry


Post a Comment

أحدث أقدم

ads